...

17 views

#life#
Zindgi ek khuli kitaab hai
Jiska panna ab tk kora hai
Av zindgi ki suruat hui hai
Khwab dekhna baki hai
Use haqiqat bnana baki hai
Khud ka aashiyana sajana baki hai
Tinke ke sahare aage bdh rhi hu
Av zindgi jeena Baki hai
Khwab dekhna baki hai..
Khwabon ko pura krna hai
Thoda samay lgega
Pr apna aashiyana v pura hoga
Av toh aakhiri pnna tk pahuchna hai
Dhire dhire aage bdhna hai
Kore kaagaz ko rangon se bharna hai
Zindgi ek khuli kitaab hai
Jise pura krna av baki hai
Jaise khwabon ka pura hona baki hai
Aakhiri pnne tk pahuchna baki hai.....