...

15 views

safar....

zindagi ka safar m kuch aasa v log mil jaata h
jo humesa saath rehna ka wada toh krta h
lakin saath chor jaata h

zindagi ka safar m kuch aasa v log mil jaata h

phela apni baaton sa hume apna bana lata h
phir kisi or ka liye hume tanha chor jaata h

zindagi ka safar m kuch aasa v log mil jaata h

written by
swati gupta