...

1 views

Sapna
her kisi ka sapna hota hai
zindagi mai aage badhne ka
kuch hasil karne ka
kamyabi pane ka

ye kamyabi insan ko aage badha deti hai
na mumkin se mumkin bana deti hai
hosle buland kar deti hai
insan ko manjil tak pahucha deti hai

yahi hai zindagi ki raftar
sapno ko haqiqat hai karna
manjil ko apni pa lena hai
mehnat karke sapne ko saja lena hai
Safiya khan