...

3 views

larki ka hona abhisap sa
larki ka hona abhishap sa lagta ha .
paau me beri payal saman lagta ha .
sunate ha sab, Tu kisi or ki amanat ha , na jane hamara thikana kaha hota ha.
rang rup ka aissa parkhn, kya nirjiv vastu ke saman ha ham.
bachpan se sun sun kar kan thak sa jata ha, hame pita ke bojh ke naam se nawaza jata ha.
samaaz ka tana mano jewar saman lagta ha,
hamesha hame hi kyu galat ठेहराया jata ha.
ek din bandh si jati ha ham kahi...
sach me larki hona ek abhishap sa lagta ha


sakam