...

11 views

Zindagi
Zindagi wo tasveer hai
Jise sirf khichna nhi
Jeena bhi jaruri hai
Zindagi wo khwaab hai
Jise sirf dekhna nhi
Pura karna bhi jaruri hai
Zindagi wo kitaab hai
Jise sirf padhna nhi
Aajmana bhi jaruri hai
Zindagi wo mehfil hai
Jisme sirf shamil hona nhi
Balki uska aanand lena bhi jaruri hai
© Sayali