...

4 views

KYA WO DIN KVI AAYEGA
Kya wo din kvi aayega??
jav main tumhe apne bahon mein bhar paonga

Kya wo din kvi aayega??
Jav main jee bhar Kar tumhe gale laga paonga

Kya kvi wo din aayega??
Jav tumhe main jee bhar ke dekh paonga

Kya wo din kvi aayega??
Jo en dooriyon ko mitayega

Kya aisa din kvi Meri Zindagi mein v aayega??
Kya en kwaisho ko mere koi pura Kar payega ??

Main toh hamesa chahata hoon ki aisa din aaye
Kya tum v chahati ho ki koi aisa din kvi aaye???

@itsuniqueabhi