...

5 views

Harbaar
Harbaar ki tarhan tu ai nahi,
Harbaar ki tarhan thama tune haath,
Harbaar ki tarhan phir kiun chora sath,
Harbaar ki tarhan deke tasalli, tu gai door mujhse.
Alvida kehne ka muka bhi nahi diyan.
Jis baat ka darr tha, wo bol di gai achanak se.
Tu ae ya na ae fark mujhe nahi parta.
Main chala apni asli manzil ki rah per.
Now don't come in my way.
© All Rights Reserved