...

7 views

Aapki kavitayen
Dil aur jajbaat dono hi simat jaate hain
aapki kavitayo mein,
dil karta hai ki ek baar nahi hajar baar
phadu aapki likhi kavitayo ko,
tabtek phadu jabtek na thaku,
aapke har dard ko apna dard bana lu,
aapko chhu kar gujarne wali burri hawao ko v apni traf mor lu,
aapki aashoo ko apne aankho me le lu,
dil karta hai ki baar baar phadu aapko,
aapki likhi kavitaye aapki dard baaya karti hai,,
jabhi phadu aapki dard ki dastaan aankhe bheeg jaati hai meri,,
cheekhe nikal aati hai meri par kya karu
v to kuch nahi sakti,,aapke dard ko
mehsoos karne ke siva

© Naira Singh