8 views
udaas hai zindagi
udaas hai zindagi kisi ki khuch khabar nahi
koi hamara hai ya ham kisi k kuch pata nahi
ham unse mohabbat ka izhaar kare bhi to q
jab unka hi aisa koi irada nahi
kya chal raha hai zindagi me agar sochne bhi baith jaaye ham
kya sahi hai kya galat iski koi samjh hi nahi

Related Stories
4 Likes
1
Comments
4 Likes
1
Comments