...

9 views

Mera akas aur mai!!!
mera akas aur mai jab baat karte hain
tab baat nahi yaadon ka sailaab ata hai ...

jab jab yaad vo guzre pal karte hain
tufaan jo dafan tha, kaamp jata hai....

mai keh sakti hun dard gehara hai
shayd akas bhi aaj tak bhula na hai...

mai chahti aaj b vaise he hun
par shayad akas ab ishq nahi karta hai...

nasoor hai ab sab iske liye
mera akas mujhe ye kehta hai...

dard baut hai seene mein
koi lauta do vo pehle wala mai shaks mujhe!!!
© divyasingh