...

15 views

Avaaz hai dil ki
shayad abhi mera sab kuchh khatm ho jayenge
phir bhi mujhe manzur nahi hai
ye bewafaai
kyonkiya tum ne aisa
kab bharega ye gaav jo
tum se mila hai
mene tumpar bharosa kiya tha
kyom thoda tumne is bharose ko
kal dhame hath aaj kyom chod diya
tumne
pata nahi ab kya hoga
jal rahi hai mera dil jo tumari
vajah se aaj tuta
maut bhi mujhe pasand hai
par tumhari nafrat sehne ki
takat nahi hai mujmem
ye rishta joda tumne
ab tum hi thod diya
achha hai kyoki har pal
dard ki samundar mem
muje thairna padta
tume iski aaspaas bhi
bhatakna nahi hoga
zindagi men aage badhna
chahthi hu men
par nahi ho payega mujse
itani gahri chot se ubharna
namumkin si lagati hai mujhe
par ab aur nahi aansuom ki thali
bhar gaya hai
isko badalne ka vakt aagaya hai
muje udnahi hoga
aasmaan mein kaale baadlon ko
hatana hi hoga kyonki
tabhi roshni hum par girega
love#heart break#painoflife#pain of love






© Akhila Jayadevan