...

49 views

Differences
kabhi kabhi #pyaar karne waala tumhe chaahta nahi
aur tumhe chaahne waala kabhi kabhi tumhe pyaar nahi karta
Aur tumhe pyaar karne waala tumhe #pasand aata nahi
aur jise tum #accha samajhte ho wo shaayad sirf tumhe chaahta hai, ye tumhari #samajh mein kabhi aata nahi.

isiliye kabhi kabhi baat tab bigadti hai jab baat bohot aage badh chuki hoti hai
kyun ke #sachha pyaar karne waale ko koyi aasaani se paata nahi.