Anjan si ek Dost
Nigaho ke milne par muskura deti thi wo,
Na janti thi main use
Na mujhe janti thi wo
Na thi jan-pahchan
Na hi baat cheet thi koi
Par uske jane par
Meri nigahe bhi roi,
Muskuraht ke dhaago se
Bani thi riste ki dor
Na thi zaroorat janane ki
Na hi pahchan ki thi hod
Na janti thi uska naam,ghr thikana
Bas dur se hi tha nigaho ka milna milana
Mukammal bhi na hui thi kahani uski
Abhi to aai thi jawani uski
Kyu cheen li us khuda ne jindgani uski
Na janti thi main use
Na mujhe janti thi wo
Na thi jan-pahchan
Na hi baat cheet thi koi
Par uske jane par
Meri nigahe bhi roi,
Muskuraht ke dhaago se
Bani thi riste ki dor
Na thi zaroorat janane ki
Na hi pahchan ki thi hod
Na janti thi uska naam,ghr thikana
Bas dur se hi tha nigaho ka milna milana
Mukammal bhi na hui thi kahani uski
Abhi to aai thi jawani uski
Kyu cheen li us khuda ne jindgani uski