...

16 views

Kabhi pyar se gudiya bulaona maa
Maa maa kerti me apki gudiya hu maa
Kabhi mujhe sine se lagake mera matha chumo na maa.
Maa sab hai mujhse naraz
Ab tum bhi to mujhse ruthona maa
Kabhi mujhe bhi pyar se puchkarona maa.
Kya hu me itni buri ki har koi mujhse hai rutha hua maa
mujhe godi me sulake lori sunaona maa.
Maa maa kerti me aapki gudiya hu maa
Kabhi pyar se mujhe gudiya bulaona maa
kya me itni buri hu ki har koi mujhse rutha hua hai maa.
🙏🙏🙏