...

14 views

" Aj ke Manav"
Ekh Ekh hota hai Doh,
Manusya ko dekho.
Doh hai ekh number ,
Manusya ho raha hai Bhayankar.
Doh ke bat ata hai Teen,
Ekh chote bat pai , kisi ko marke,
Manusya Achhe se jate nind.

Teen ke bat hai char,
Ajkal manusya,ek hi galat kam ko ,
karte hai bar bar.

Char ke bat hai panch,
Swart prem karke logo ka dil ,
Todh raha hai ,
jaise ho ekh kanch.
Panch ke bad hota hai Chaw,
Dusro ke karm ko dekkhkar ,
Logo ke dil mai hota hai ghaw.

Cha ke bad ata hai sath,
Ajkal manusya - manusya ko nahi
deta hai sath.

Sath aur teen hota hai das,
Manusya ka ho raha hai nas

Das aur ekh hai gyara,
Manusya ka jiwan ho raha hai andhera.

Das aur Challis hota hai Pachas,
Lekin kab hoga Hamara wikash,
aur aise hi chalte rahega ,
to rukh jayega logo ka sash,
Aur hoga logo ka ,
Prithive se nas.

Anhsirk.
© All Rights Reserved