Baddua
Ek dard sa basa hai saanso mein
Ek aah thi sabki baato me
kar jaati hai asar logo ki baate aksar
Jab ilm diye jaye khairaato mein
Bhool jao sabkuch log mujhse ye kehte h
jaise hame nahi pata hum jo sehte hai
Ek umr bitaayi hai tanhaayi mein
jaan gyi meri khud ki ladayi me
© zohrawritess
Ek aah thi sabki baato me
kar jaati hai asar logo ki baate aksar
Jab ilm diye jaye khairaato mein
Bhool jao sabkuch log mujhse ye kehte h
jaise hame nahi pata hum jo sehte hai
Ek umr bitaayi hai tanhaayi mein
jaan gyi meri khud ki ladayi me
© zohrawritess