...

3 views

strength and defence
Hamari takat mein hi to hamara bachav hai Tab tak ham sab majbut hain, Tab tak ham sab takatvar hain, Use samay Tak ham har bure Insan se lad sakte hain .Use tak koi bhi humse takra nahin Sakta ,Jis din hamare majbut irade har Gaye use din hajaron log hamare Eird gird honge, majbuti se tham lo apna yah Daman aur har mushkil se lad jao ,Raste mein chahe hajaron pathar ho ya hajaron Kante Ho apne majbut iradon se unko paar kar jao. ...... (yehi defence)