...

16 views

" Apna Samay vi Ayega "
Wo din hamara kab aayega ,
Jab hum the pehle,
Jaise the jiwan ke theley.

Ab jiwan ho gaya hai aise,
Jaise kavi nahi socha tha waise.

Jo pehle kheltey the paise,
Ab kartey hai way nasey.

Chotey mai ho sakta hai,
Kheltey the hum paise,
Par kartey nahi the hum koi nasey,
sirf kheltey the aur kartey the majey.

Par ab jo hak se jyada karte hai nasey,
Way jitey hai apna jiwan aise,
Jaise koi bekar kutta ka jiwan ho waise.

Par savi nahi kartey hai nasey,
Aur jo nahi kartey hai nasey,
Way ab vi jitey hai apna jiwan aisey,
Jaisey way jitey the bachhpan mai.

Bacchpan mai ho sakta hai ,
Ki hum rehte the ganday,
Par absavi,
Galat kam karne mai, nasey karne mai,
Aur jhutey pyar mai ho gaya hai andhey.

Aj kal nasa karney waley ,
Mar rahey hai bahut jald se,
Par marte toh hai nasey na karne waley vi,
bahut jald se.
Isliye na dekhe ki kaun mar raha hai,
Padhiye , Sochiye janiye,
Jaise unka samay aya tha,
Waise apna samay vi ayega.


Anhsirk 😃

© All Rights Reserved