Rhyming birthday wish
aaj ki raat hai kuchh khaas, chalo koi wish maang lo,
try karunga ki poora ho jaaye bas itna jaan lo.
pehle nervous ho jaata tha tumhare samne ki , kya bolu,
ab tension ye hai ki kya gift doon.
tumhe kuchh khas dena chahta hoon, but de nahi paata,
tum khud hi samajh jaao na yaar, mujhe kuchh samajh nahi aata.
sach kehta hoon, sab kucch feeka padh jata hai,
tumhari smile ke aage.
tumhi bataao na yaar, ye pagal tumhare khayalon mein,
raatbhar, kaise na jaage.
tum poochhti rehti ho na ki, soye kyo nahi,
kyon...