...

18 views

Insaaniyat
Aye Aadmi
Bann ne ko toh tu bahut kuch bann jata hai
Bann ne ko toh tu bahut kuch bann jata hai
Kabhi kabhi toh log kehte hai
'tum devta samaan ho'
Magar, aye shakhs
Pehle tu Insaan bann ke toh dikha
Kyunki
Aaj ki duniya mein insaaniyat nazar nahi aati hai.....