Mini ka MAO
Sabse khaas lagta hai
Sabse pyaara lagta hai
Isliye nahi ki Dadi ka dulaara hai
Isliye bhi ki bahut drama karta hai
Isliye nahi ki Nani ka laadla hai
Isliye bhi ki shaitaani hazaar karta hai
Isliye nahi ki Nana ka chahita hai
Isliye bhi ki baatein ghumaya karta hai
Isliye nahi ki Tera beta hai
Isliye bhi ki is Mini ka MAO hai
Sabse pyaara lagta hai
Isliye nahi ki Dadi ka dulaara hai
Isliye bhi ki bahut drama karta hai
Isliye nahi ki Nani ka laadla hai
Isliye bhi ki shaitaani hazaar karta hai
Isliye nahi ki Nana ka chahita hai
Isliye bhi ki baatein ghumaya karta hai
Isliye nahi ki Tera beta hai
Isliye bhi ki is Mini ka MAO hai