...

1 views

Do dosto ki tooti si kahani....
ek kahani tooti si aaj tumko sunata hoon
kaun hai sachcha aur kya sachchai ye tumko batata hu
kya meri sachchai ye tum batana padh ke ye daasta sambhal jaana

Do dost nadi kinaare baithe baatein kar rahe the
kaise honge kamyabi ke ye haseen sapne bun raye the
soch mein mahelo ke dhache taiyaar the
magar kya pata tha unhe ki Haqeeqat
ke aage ye sapne unke lachaar the

na Umar ka tajurba na umang thi jawani ki
jab Hui rubaru duniya se to jali ye jawani thi
Roshan karne Ghar apna khud Tak ko jala diya

choddna baad me dekhenge kehkar zindagi se ummeedo ko hata diya....