...

3 views

Kamaal ya Hai
Qaza ki Raat mai gulab lehjaa bana ka rakhna
Kamaal ya Hai
Hawa ki zad mai diyaa jala na ,Jala kha rakhna
Kamaal ya Hai
Wo jisko dek hai thu duk ka lashkar lard
kardhaye, shikast kahyee
Laboo pa apni muskurahat saja ka rakhna
Kamaal ya Hai
Hazaar Taqat hoo ,Soo Dalile hoo
phir bhi lehja mai Aajizi se
Aadab ki lazzat ,Dua ki khusboo basa ka rakhna
Kamaal ya Hai..........
© @Malik_writer_