...

3 views

#boond
ek boond kuch bhi ho zrurat ho hi jati hai
bina boond k kaha koi tiq pati hai
katra katra kr sb ko pichei chuut jati hai
boond agar gir jaye to seep ka mukh khul
jata hai moti aise chamke hr aurat ka shingaar bn jaye....
HR ek parishram mein ek boond bn kr
pasine mein nazar aaye..
© mmmmalwinder