...

9 views

Bachpan🤪😜🙂
Bachpan bada Suhana tha
Apna bhi alag Thikana tha
Vo asani se Sabki baato mai
Aa jana tha
Mummy Papa ka Shararato pr
Pyar se Muskurana tha
Vo ehsaas jane kyo lagta aj
Anjana h
Bachpan to jaise apna hi
Jamana tha
Ye man bhi to Bemana tha
Ab to sab kuch jaise
Anjana h
Lagta jaise gaya apna
Jamana hai
Bachpan ka alag hi Afsana tha
Sach mai
Bachpan hi Suhana tha🙂🙂

© Kavi (KR)