...

20 views

acid attack
massom uske chehre ko un berahmiyo ne jhulsaya h isse acha to jan s mar dete jeete g uski jindagi ko narak bnaya h kya thi khata usku jo dekhe sapne hajar h socha tha ki ma bap k sapno ko poora krna h kya pta tha ki in darindo ki havas ko poora ne krne ki vjah s aag m jhulasna h bina kisi galti k itna kuch sehna pdta h bina glti k b chehre dhakkar chlna pdta h kya ldki hona gunsh h man uska usse bar bar kehta h