...

6 views

zindagi ki raah
zindagi ke safar m, dhoondne chala m manjile
is safar k har peher m modd na jaane kitne mile
kabhi mode pe kamiyabi toh kabhi sikhast mile
kabhi khushi toh kabhi gum mile
kabhi dhoop chao toh kabhi badal mile
kabhi m san sanata jau , kabhi m chal bhi na paun
kabhi m josh m chllau , kabhi muh bhi na khol paun
kabhi pet bhar khau , kabhi bhooka hi so jaun
kabhi befikra...