...

2 views

Tumhara Khoj...
#जीवनकीसाँस

Khudko tukdon me Yun bant ta koun he,
Phir khud hi khudko dhundta koun hai ...
Leeladhar ki Leela aprampar he...
Leeladhar ki Leela aprampar hai...
Galiyon uske Chand Suraj chamakte,
Ya Suraj uska anga hai...
Sabal Kai koun suljhaye,
Khudse khudko wo puchta he...
Sabal bhi wahi...
Jawab bhi wahi hai...
Ye birah phir kyun itni tadpati hai...
Puch usko phir ek baar toh,
Usko pata he iss me kitni sukh hai...
Pehli dafa Yun prem me koi kaha hoga,
Anand judayi me he...
Naa aoo Govind Kya karungi,
Paa kar tumko...
Mujhe Anand mile dhundne me tujhko...
Rona bilkhna tujhe dhunde kar,
Phir hasna tujhe soch kar,
Phir yaad rakhna wo sari Gyan Bramh ki,
Phir bhul Jana dhundna tujhe dar dar bhatak kar...
Jiban bhar ye khoj rahe Prabhu,
Yahi jibanki sans meri,
Yahi jiban ki paribhasha Meri,
Yahi jiban ki arth Meri...
Yahi jiban ki paramarth Meri...
Na Chino de kar darsh Bihari...

#NoExpectations #LivingInNow
© Shyam_Kripaki_Pyasi