KHOYA ISHQ
Hum tumko samajh na sake
Hum khudko samjha na sake
Ye pyaar hi toh tha ki jise hum bhula na sake.
Hum sahi ho kar bhi nazar Mila na sake
Aur khudke samne tumhare Nazar jhuka na sake
ye Ishq hi toh tha ki jise hum bhula na sake.
Chahe wo kasme nibha na sake
Chahe Tera sath nibha na sake
Phir bhi ye Ishq hi toh tha jise hum bhula na sake
© Subha

Related Stories