...

5 views

Shadi mai kursi lagane ka kaam
wada karke mukhstasar waqt le gaye
Tik na sakein koi , mujhpar sakht ho gaye
Hum kis se kahein apni Shikayet
ayeine toh bolte hai woh sunte nahi
Mai ban chuka siyahi meri juban qalam hogaye
Zarb, dukh ek Shakal alfaz ke hain
safhein Mukhatib hogaye
ab koi bashar nahi humsafar mai
bas Tanha hi bashar jo kar rha hai
jinda laash ki si jindagi basar mai
© Mehtab