...

1 views

Har souz se izaah hai!
Har souz se izaah hai
Tu lazim tu hi kham-o-kha hai
Mere dil mai rehne wale
Tu is ramz ki dawa hai

Tere sahare mai tha
Mai sahara fala fala ka
Mai teri kami se agar che na hu
Bata isme meri khata kya hai

Maine minatey kar ke paya
Tu mil gaya hai, khafa hai
Tu meri khushi ka thiqana
Tera koi raasta kaha hai

Mai teri talab se jo hu
Tu tahajud ke waqt ki dua hai
Tu zindagi mai ho na ho par
Bas teri salamati ki iltija hai

Ye sab dil ne kaha tha mujse
Ba-sharte vo vo be-zubaan hai
Mai sun ke qagaz tujse bola
Mujhe bata to sahi ye kya hai.