...

18 views

Uski aankhein
Uski aankhon mein to bas meri duniya thi,
Jo jalati hui shaam mein bhi meri kahaniyan thi.

Jo chahte the hum un aankhon mein kho jaaye,
Kyonki vahan duniya ke sabhi sach chhupe the.

Un aankhon mein to sirf muskaan hi thi,
Jo anjaane mein bhi dil mein utar jaati thi.

Un aankhon ke jaadu mein jeevan ho gaya tha,
Unse mulaakaat hote hi samay tham jaata tha.

Koi kaha tha un aankhon se aag nikalti hai,
Maine unhe dekha to meri jaan samajh nikalti hai.

Un aankhon se jo baatein kehti thi mujhse,
Unki har ek jhalak se dil ko sukoon milta tha.

Un aankhon ke aage har khubsoorti feeki pad jaati thi,
Un aankhon mein mera saara jahaan samaaya jaata tha.

Un aankhon mein jo kuchh tha, wo meri hi thi,
Un aankhon ko dekhkar ab bhi dil dhadakta hai meri jaan.



© zeus