...

4 views

SIRF TUM
Jaisa shaks mujhe chahye tha
Vaisha shaks sirf 1 mila

Ab kya kya khu us saumya ke bare
Lafz kam hai uski tarif aur uske kirdar ko byan krne ke njaro me

Sochta hu mai saumya har waqt har lamha har ghadi tumhare bare me
Pr achi lgti ho jab kahti ho ki hme yaad krne vala koi nahi hota

Kash saumya tum phle mili hoti

Jo na kabhi ladti na jhagdti

Kabhi saumya tumse dur ho jau ya bichad jau to

Yhi tamnna hai meri ki
Meri yaade hmesa sath rkhna apne

Aur jab mai kabhi yaad aao to
Hotho pe muskan lakr bol dena pglu apne lafz se

Saumya tumhara meri un chhoti choti bato pr hsna
Mujhe samjhna unsb se pyar kiya hai

Jab hum apne khayalo me kho jate us lamhe se pyar kiya hai

Ab to khyd ko bhi bhul chuka hu mai
Bs itna kh skta hu saumya mai ab tumse aur sirf tumhi se pyar kiya hai