...

4 views

ilzaam
mehnat kabhi na ki maine jindagi mein.
aur ilzaam lagati gai sab per.

kabhi waqt per ilzaam lagaya maine kabhi kismat per ilzaam lagaya.

kabhi maa papa per ilzaam lagaya Maine.
to kabhi duniya walon per ilzaam lagaya.

jhankar kabhi khud Ko Na dekha Maine.
aur ilzaam sab per lagati gai.