...

2 views

Din
Jab subha sawalon se shuru ho,
Sham raat k intezar main.
Raat iss ummed se
K kuch to badal jayega kal.
Jhank Lena apne andar,
Shayad din guzarne ka bahana miljaye.
© amitmishra