...

21 views

Hathi mere sathi🐘
Bachpan me dekha tha ek bda sa janwar
bda tha sarir aur bda taktwar
lekin sbse pyra aur Nirala tha wo sathi
papa ne btya use bolte hai hum hathi🐘
hathi mere sathi jaisi taswir sb ko thi bhati
Fir kyu ayse janwar ki jan ,uhi chli jati
khana dudhti us bhukhi maa ne😔
us fal ko chabaya,insaniyat ke patkake ne
uske jabde ko udaya😭
mrte dm tk insan ko usne nuksan nhi pahochaya
us juban ne ashli manwata ka path padhya
tin din tk tute jabdye ke sth khdi rahi wo pani me ab kya batu us maa ki khani mai😭
fir hthni aur bcha dono gye swarg sidhar
bahot bda karja humpe hogya udhr
insaniyat to mar gyii ab insan kya bch payega ..😡😡😡😡
corona, cyclone,bhukamp aur badh hi to ayega
abhi smjh jao prithvi ka na apman kro🙏paed pakchi janwaro sbka samman kro
smye bit jyega to phir laut kar n aayega 😭aur aysa chlta rha to ye 2020 bar bar ayega 🙏

Pls kisi ko bhi hurt n kre 😔
@deepalisoni