...

2 views

YE PYAR KA ZAMANA!
#इंतज़ार
ye pyar ka zamana,
tumhare saath...
ek aajeb sa tha,
jaha hawa bhi ro rahi thi,
aur baarish tapak rahi thi..

har bar jab tumharee saath thi
tab sochti thi ke tum mere nahi ho...
fir bhi choodne ka maan nahi karta tha...

har din subah ko uthti,
toh aankhon mein aansu hote,
kyinki khawaab mein tumhe dekha tha....

jab bhi kaha jati
dhundti rehati tumhe..
ki mil jaata ek baar...

jab mile,
tab ek dusre ko aanjan samajh kar chood diya...!

yeh pyaar ka zamana tumhare saath,
meri zindagi ka ek aajeb sa safar tha...
jaha pyaar kiya unse jo hamare the hi nahi.....

ek din,
yaad karoge mujhe,
ki thi ek masoom si ladki
jo hamesha mujhe pareshan karti tha,,

pata nahi yaad Karoge mujhe ke nahi,
kyunki tumhare paas hai koi pyaar karne wala tumhe...
warna ham toh har ek saas par tumhe yaad karte hai...

ye pyar ka zamana,
tumhare saath...
ek aajeb sa tha,
jaha hawa bhi ro rahi thi,
aur baarish tapak rahi thi..

© little sparkle