...

3 views

Adhura...
Adhure hai tumhare bin,
ye hoth ar inki muskurahat bhi,

Adhuri hai tumhare bin,
ye subeh ki chai ar inki mithash bhi,

Adhure hai tumhare bin,
ye sapne ar inka pura hona bhi,

Adhura hai tumhare bin,
ye dil ar dilwala bhi 🙂

#AdhuriMohabbat #adhurikahani #adhuraishq
© gumnam_alfaz