...

3 views

parwah
nhi hai raat ki parwah
na hi kisi baat ki parwah
magar is baat ki parwah
ke parwah kab krenge wo
hogi her sans ki parwah
ke parwah jab krenge wo
mujhe her raaj ki parwah
ke parda jab krenge wo
mujhe aawaj ki parwah
ke jab mera naam lenge wo
mujhe okaat ki parwah ke
jab mera sath denge wo
mujhe mere khuyaab ki parwah
kahin ye toot na jaye
mujhe hai aas iitni ke
kabhi too vo bhi karenge
mere liye her baat ki parwah
mujhe her sans ki parwah ke
unke sath ki parwah
© All Rights Reserved