hum dost hai......
hum dost hai....
yahi kehkar hum aksar logo k samne khud ko bataya karte the
lekin fir bhi usk dost hame love birds kehkar bulaya krte the
ek din meri ek saheli bhi usse mili or use bhi hum dost se badhkar lage
dusri bar milne par hum use bhi ek dusre ki dosti ki dalile sunane lage
to ab manzar ye tha ki mujhe usse mohabbat hone lagi
or m usse kuch kehti usse pehle uski aakh nam hone lagi
uski aankho m aasu dekhkr meri dhadkan tez hogai
mano mere dilo dimag ki hawaiya uud gai
mere puchhne par usne kaha ki kuch nhi bs aakho m jalan ho rahi hai
mene tana marte hue kaha ki ha car mai bhi dhul ud rahi hai
fir kuch der k liye jese kisi ne puri duniya ko pause krdiya
or Achanak kuch esa hua ki mano mere dil ne bhi dhadakna band krdiya
to isk aage ka manzar alfazo mai tashreeh krna mumkin nhi hai
bas yuh kahu ki larzish uski kabhi ki nhi hai
ek tifl ki tarah mere gale lg kar uski aakho se ashq katra katra girne lage
or vo unhe firse apne chshno mein sametne ki koshish karne lage
fr jo usne kaha vo bhi meri larzisho se kafi mukhtalif tha
uski us baat ne meri hayat tk ko ujad kr rakh diya tha
to be continued........