...

8 views

zindagi

Gham bohot hai Teri Rah Mein
Jo Ujad Gaya Woh Basa Nahi
Jo Bechhad Gaya Woh Mila Nahi

Kabhi Arsh Par, Kabhi Farsh Par,
Kabhi Unn Ke Dar, Kabhi Dar Badar,
Kabhi Arsh Par, Kabhi Farsh Par,
Tune Ae Zindagi bithadiya falak par.

Ae khuda Tera Shukriya,
Hum Kahan Kahan Se Guzar Gaye
Ae Zindagi Tera Shukriya,
Hum Kahan Kahan Se Guzar Gaye
Har lamha bas akhone mein hi Quaid reh gaya

Teri Hatha vich Door ve saah di
jado kheech leh toh khatam sari kahani ve

Mujhay Yaad Hai Kabhi afsaane the
Magar Aaj Hum Hain woh sare mukhtalaf kahaniya
tabh thi auro ki zubaani
Ajj hai humare bayani.
Pyar se log milte aur bichad jate hain
hum pyar se jaane kyu Khafa hogaye
itna kiya tha pyar unhe ki....

Wo Juda Huwe Toh Sanwar Gaye,
Hum Juda Huwe Toh Bikhar Gaye

Gham a Ashiquu
Tera Shukriya,
Hum Kahan Kahan Say Guzar Gaye
Aur fir Sambhal gaye.

Tera Shukriya.
Tere wajah se hum Sambhal gaye