...

8 views

Ek tasveer
Dheere dheere pal gujre , gujer(pass out) gya wo samay (time) -(2) yaade kuch ess tarah sajne lagi , jo andar hi andar muskurahat deti thi hmee (2). Yaado ke sahar mein sirf mein aur meri dil muskura hi rhe the takdeer pr, yuu hi safar krte krte pta na chla kb aagye ek tasveer pr. Wo char muskurate chehre , mein , bhai, mummy aur papa the mere . Pkde hath ek dusre ka, ek tak nazar se khde the ek tasveer mein , kitne changes temporary aaye sirf 5 year mein . Ab mein 15, bhai 8 mein , papa duty mein busy ,mummy bhag dod( race) ke ess jivan mein . Jha sapne the sath rhne ke ek tasveer mein , ab bhaag rhe h sapno ko laane k liye taqdeer mein.Kavita likhna profession nhi mera wo sokh h ,un yado ko kholna jo dil mein block hai . Aajkl tasveero mein wo baat nhi , ek click kiya pr ab selfie on ,now koi bhi sath nhi . Thoda deep connectin hai us tasveer k sath , jo history k chapter ki trh "is to was "ho gya , lgta h ab unhe close krne ka samay aagya . "statue on" now in reality ..un yaado k sahar se safar krke aagya mein , sapno ki wo duniya se ab jag gya mein .Umeed nhi h ki hrr kisi ko ye meri" ek tasveer "samaj aaye , na context na reference na hi explanation , now life is only made for action .