...

9 views

#Shayari
Chehere ka naqab hat jata han jab
Sacchae aa jate han khudbakhud bahar...
Sukha hua mitti jab akash tale
ek boond pani k liye taraste han
Tab kabhi kabhi barish bhi nainsaafi kar jate han.
Sacch han k aaj tumhare ankhon mein anshu ne kabja jamae hue han...
Aur bikhar k rakh diya han tumhare har sapnoko ....
Par ye mat bhoolna chahiye hum sabko...
Agar dharya han to doobta hua nayaa
Ko bhi kinare mil jate han.


© All Rights Reserved
© @Susmita263