...

8 views

pyaar ♥️🤌👀
Ek bar unhone pucha...mai to tumhe janta tak nhi..fir itna pyar kyu karti ho....mai to hazaro kilometer dur hu...fir kaise jeeti ho...to unke sawal ke jawab main likhti hu.....

Tumhare jane ke bad tumhe fir se manga karti hu.....👣🫀

Barish ki boondon mai tumhe dhoonda karti hu...💦☁️

Uss barish ke ane bad..tumara intezar karti hu...🤌👀

Tum tak na pahuch skti hu to kya tumhe hawa ke paigam likha karti hu...💌😌

Tumhare liye puri duniya se lada karti hu...👊❤️
Jab andheri raat mai chand nikalta hai...to usse tumahri bate kiya karti hu...🌙🗣️

Mere pass tumhari chnd tasveerein hai jinhe din mai n jane kitni bar dekha karti hu...🤌👀

Tum bas ak baar gale se lag jao....bass yahi dua karti hu...🤲🫂

Mai apni mahfillo aur shayarion mai tumhara zikar kiya karti hu...🌸🌈

Har Mandir-masjid mai sirf tumhe manga karti hu...🧡💚

Mai apni har dua main tumhe shamil karti hu...🤲👀

Tumhe kissi aur ke sath dekhkar beshak jala karti hu...👀😷

Mai uss chand se tumahre bare m sab pucha karti hu...🌙💓

Kabhi na kabhi to aaoge...mughe apna banaoge...ye sochkar rote hue b muskura diya karti hu...🥺🤭

Mai har jagh sirf tumhe mahsoos karti hu..🤭🤍
Kabhi mauka mila to bataungi....👀🤏meri jaan..💗mai tumhe bahut pyar karti hu🫂♥️....mai tumhe bahut pyar karti hu.....💋♥️