...

7 views

Begana💔
Pyaar nahi kehte ho,
Khel samjh rakha h....
Matlabi samjhte ho,
Begana samjh rakha h.....

Kaise tumhe har bar btau....
Kaise tumhe har pal jatau....
Aaj tak jo kuchh kiya woh,
Pyaar hi toh tha mera....

Har 2 din k woh jhagde,
Har 2 din ki voh galiyaa....
Har ek pal ka voh tadapna....
Har woh dinbhr tumhe yaad karna...
Pyaar hi toh thaa mera....

Meine toh kyaa kuch nahi kiya hamare liye,
Maine toh sab dekh k bhi andekha kiya hamare liye,
Par chhodo tum kya samjoge.... wo
Pyaar hi toh tha meraa....

Ab toh pyaar jatane se bhi darr lagta h,
Ab toh tumhe apnaa kehte huye bhi dar lagta h,
Kahi tum firse mujhe begana na smjhlo,
Ab toh is khayal se bhi darr lagta h !!!
© ketaki_16