...

9 views

ishq💘
ishq humne bhi ki hai,
aashiq hum bhi bane hai,
khwaiyishen humari bhi hai,
patharon ko door jitni door ho sake ,
fekne ki farmayish humari bhi hai,

par abb lagta hai,ishq kiye jamana hua,
aashiq huye jamana hua,
khwaieshwon ka sirhanna ,jamana hua,
pathodon ko fekna tod dur,
abb uss nadi ke kinare ,dono ko baithe jamana hua,
muddaton se socha,ki ishq karun,
par abb toh isshq kiye bhi jamana hua!!!!