...

9 views

Maa.....
ek maa hain jo hame is duniya me laayi
ek maa hain jo hame apni godh me khilayi
ek maa hain jo hame apni palkhon me pyaar di
ek maa hain jo hame khud bhooka hone par bhi khilayi
ek maa hain jo hamari khushiyon ko apni kahi
ek maa hain jo samskruti di
ek maa hain jo jaroorath aane par hamari dhaal bani
ek maa hain jo udhne ki aashayen jaagayi
ek maa hain jo dill me pyaar ki diye jalaai
kya likhu me uss maa keliye
kaise bayaan karu me uss maako
jisne kabhi bhi anyay ke saamane sheersh jhukaane nai di
GHIN aati hain hame unn logon par jinhone KALIYUG ke iss generation me bhi auratonko nirlaksh karte hain.....
naa jaane kab sudhrenge.....
naa jaane kab sudhrenge.....
ve log tab sudhrenge jab
maa kaa aachal un par se utarjayega
tab sudhrenge jad vo khud apne bachchonkeliye sahaara nai depayenge
yeh tab sudhrenge.....