...

5 views

kuchh labz
Zaraa saa waqt ka thahar jaana .. hame gunjaaish nhi diyaa karte hai.. bhare sawaan me ye najaare bhi behad kareeb hone ki baat karte hai.. dil se kya duwaa mangu hazaaro gam bhi fike pad gaye hai .. jakhm lie aise fir raha hu.. jo betanhaa jaalim hone ki saazish kar rahe hai.. nigaaho se ham Jo farmaaish karna chaaha to ye kambaqt judaai dene ko magrur ho gaye hai... O laut kar to aaye nahi hamaare u safar me ..akele tanhaaa jeeyaa Naa jaae .. bhulaana unko huwa Naa mumkin .. saaso ka u bayaa hona hi jeene ki tamanna karti hai.. jinhe ye jamaana dekhnaa bhi tasreef dene ki koshish kar baithe hai ... Pathar Naa Maro hamaare mahbub ko ye to har pal .. kisto bhare paani me jeene ki khwahish kar rahe hai.. ham jaante nahi aksar ye mukammal nahi huwaa karte apne hi aasiyaane me.. kuchh riste hote hai jo dur ho kar Naa jaane q behad paas hone ki iltejaa karte hai.. dard aise ho to Bina marham ke bhi dawaa kar jaate hai.. bite hue lamhe aksar milaa nahi karte jo iske khudaa gawaah hai.. haalat se aise lad rahe jiski dastaa hame manjur nahi.. jo mere apne hone ka ehsaas de jaate hai..
© All Rights Reserved