...

20 views

to kya hua hum nahi mile to
To kya hua hum nahi mile to.....
Par jitne mile wo kam v na the.....
To kya hua hum nahi mile to......
Agar mil jati to uski kadar na hoti...
To kya hua hum nahi mile to.....
Kuch kho diya to kuch pa liya...
Dosti ka rishta har rishte se khubsurat hai.....
Dosti mili wo kya kam h......
To kya hua hum nahi mile to......
Na mila sath par ek khubsurat yaade mil gai ye kya kam h........
To kya hua sath na mila to......
Na mil kar v bahut kuch mil gaya...
Ye kya kam nai......
Fir kaise kah du kuch nahi mila....♥