Kimat Usse Pucho😌
Khane ki kimat usse pucho,
Jo din-raat majduri karta he bas apna pet bharne ke liye,
Jo hamesa bhuka so ta ho taaki apne parivaar ka pet bhar sake.
Wahi kuch log he,
Jo khane ki kadar nahi kaar te.
Ek Maa ki kimat usse pucho,
Jiski koi maa nahi,
Jisko koi raat ke andhere me godh me sulane waali maa nahi,
Jiske iss duniya ke haavi hojane par apni aachal me chupane wali maa nahi,
Wahi kuch log he,
Jo aapni maao ko puchte nahi,
Unhe kuch saamjte nahi oor anath chor dete he .
Ek pita ki kimat usse pucho,
Jis ke sar pe pita ka haath na ho,
Jo apne pita se kabhi gale na laga saka,
Wahi kuch log...